Itna Jhut Bolne Laga Hu mai
Maa papa ko ignore Karne laga hu Mai
Paiso k lalach me bhulne laga hu
Wo puchte hai to kahta hu padh Raha hu
Lekin Mai to 17 se hi jindagi lad Raha hu
Itna Jhut Bolne Laga Hu Mai
Chahata to hu ki aapke paiso se padhu
Lekin ro padta hu un paiso ka ithihaas jaan ke
Islea thoda jimmewar hone laga hu Mai
Itna Jhut Bolne Laga Hu Mai
Apne ko chhor apne kamaai ka khaane laga hu
Kabhi aadhi kabhi khaali pet sone laga hu mai
Itna Jhut Bolne Laga Hu Mai
No comments:
Post a Comment