Jeetna wo mehnat karta utna m kama le aiso araam.
Wo kissan
Niche nazro se dekhne k baad v logo ka pet paalta.
Wo kissan
Saare mausam raat din ko samjhe ek samaan.
Wo kissan
Puri prakirti k saath saath jeene wala insaan.
Wo kisaan
Dharti mata ki dekh rekh p karta abhimaan.
Wo kisaan
Maathe p pagdi rakh sukha khaane m v sankoch n karata.
Wo kisaan
Tapti dhup v jise n rok paaye.
Wo kisaan
Sona uga k v chain se so ni paata.
Wo kisaan
Dil v jise karna chaahe salaam
Wo kisaan, sach m hote mahaan.
NILESH SOLANKI
No comments:
Post a Comment